Kareema kar saz
banda nawaz maliko maula
Yaa Ilahal Aalmeen
Ab Tak Jo zikre khair huva
wazo naseehat huvi
naatw mankabt salato salaam pesh huva
inhe apni bargaah me qubool farma
3
hamare parhane me lafzan manan jo galatiyaan huvi
ya Allah unhe to muaaf farma
in jumla umoore khaira ka sawab,
ham sab se pahle huzur sarware kainaat fakhre maujudaat ahmede mujtab muhmmad mustafa ki barga me nazar karte hain qubool farma
huzur ke wasile se jumla anbiya e kiram sahabaye kiraam, khulafaye rasheedeen, tabeen , tabe tabeen , azwaje mutaharat ki arwahe muqaddsa ko nazar karte hain qubool farma
bil khusus yaare gare musta ameerul momineen sayyiduna hazrat syed akbar radiyallhu anhu ki bargah me nazar karte hain ubool farma
ya jumla salfe saleeheen, awliya e kameeleen aaim e arba muhaddisin w mufaseereen allah tere jumla saleheen w kameekeen bandoki awanazar karte hain ubool farma
ya allah peer e peeran meere meeran sayyiduna abdulqadir jeelani
ataye rasool khawaja e khajgan sayyadana gareeb nawaz ki bargah me
shanshahe gujarat